SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhuulo"
Ghazal MATCHES FOR "bhuulo"
Ghazal
tum zulm kahaa.n tak tah-e-aflaak karoge
ye baat na bhuulo ki hamaaraa bhii KHudaa hai
Habib Jalib
Ghazal
ye mat bhuulo aglii nasle.n raushan sho'la hotii hai.n
aag kuredoge chingaarii daaman tak to aa.egii
Gauhar Raza
Ghazal
nau-e-bashar kaa vahshii-pan jab yaad karo
ye mat bhuulo jangal kaa baashinda hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
bhuule se bhii bhuulo na kabhii Gairo.n kaa tum naam
aur naam hamaaraa hii tumhe.n yaad na hove
Meer Hasan
Ghazal
mohabbat par na bhuulo mohabbat be-kasii hai
sukuun-e-sarv-o-sumbul sab apnii saadgii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
zindagii karne ke andaaz to bhuulo na 'vahiid'
tum ne kyaa siikhaa agar ishq saliiqa na bane
Waheed Akhtar
Ghazal
ye apne mulk kii tahziib hai na bhuulo ise
ki ban ke rishte nahii.n TuuTte mohabbat ke
Vaqar Siddiqui
Ghazal
mehrbaanii kii tarah pahlii na bhuulo yak-ba-yak
bait-e-abruu kuu.n tum apnii taaza mazmuu.n mat karo
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
gumaa.n hai kuchh ziyaada tum ko KHud pe
ye mat bhuulo nayaa ye silsila hai
Poonam Sonachhatra
Ghazal
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
na din dikhlaave haq jaane kii raate.n
nahii.n kaa chochalaa bhuulo na bolo
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
qabr ke chaukhTe KHaalii hai.n unhe.n mat bhuulo
jaane kab kaun sii tasviir lagaa dii jaa.e
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
miraa KHuluus jo dekho to dushmanii bhuulo
kahoge 'soz' saa yaaro kahii.n milaa hii nahii.n