SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhuulo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhuulo"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bhuulo"
Ghazal
nau-e-bashar kaa vahshii-pan jab yaad karo
ye mat bhuulo jangal kaa baashinda hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
bhuule se bhii bhuulo na kabhii Gairo.n kaa tum naam
aur naam hamaaraa hii tumhe.n yaad na hove
Meer Hasan
Ghazal
mohabbat par na bhuulo mohabbat be-kasii hai
sukuun-e-sarv-o-sumbul sab apnii saadgii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
zindagii karne ke andaaz to bhuulo na 'vahiid'
tum ne kyaa siikhaa agar ishq saliiqa na bane
Waheed Akhtar
Ghazal
ye apne mulk kii tahziib hai na bhuulo ise
ki ban ke rishte nahii.n TuuTte mohabbat ke
Vaqar Siddiqui
Kulliyat
na bhuulo nazaakat lachak hii nahii.n
chhupe KHanjar us kii kamar me.n bhii hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mehrbaanii kii tarah pahlii na bhuulo yak-ba-yak
bait-e-abruu kuu.n tum apnii taaza mazmuu.n mat karo
Siraj Aurangabadi
Sher
tiflii kii mohabbat ko javaanii me.n na bhuulo
insaaf karo kyaa se hu.e kyaa mire aage
Lala Madhav Ram Jauhar
Nazm
abbu ji
yuu.n mat Daa.nTo abbuu jii
tum bhii pahle bachche hii the ye mat bhuulo abbuu jii
Haidar Bayabani
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
gumaa.n hai kuchh ziyaada tum ko KHud pe
ye mat bhuulo nayaa ye silsila hai

