SEARCH RESULTS
Showing search results for "boso.n"
Ghazal MATCHES FOR "boso.n"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
lab jo yaad aa.e to boso.n kii KHalish jaag uThii
phuul mahke to mujhe be-chamanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
kisii hasiina ke boso.n ke qaabil ab na rahe
to in labo.n se hamesha sharaab piine de
Akhtar Shirani
Ghazal
bujhe labo.n pe hai boso.n kii raakh bikhrii hu.ii
mai.n is bahaar me.n ye raakh bhii u.Daa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
maKHmalii ho.nTo.n pe boso.n kii namii Thahrii hu.ii
saa.ns uljhii zulf bikhrii silvaTe.n poshaak par
Tahir Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
KHud-baKHud aah larazte hu.e boso.n kii tarah
mere ho.nTo.n kii lataafat ko jagaa.e hu.e ho.nT
Ali Sardar Jafri
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
in ke boso.n kii tamannaa hai labo.n ko 'aatish'
aa.ina kasb-e-safaa karte hai.n jin gaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
boso.n me.n mazaa qand-e-mukarrar kaa ho saaqii
ik daur dobaara kaa bhii Dhal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ta.abiir ko tarse hu.e KHvaabo.n kii zabaa.n hai.n
tasviir ke ho.nTo.n pe jo boso.n ke nishaa.n hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
ruKH pe boso.n ke ban ga.e hai.n nishaa.n
Gaaza maliye ki jhaa.iyaa.n aa.ii.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
boso.n kii raakh me.n the sulagte sharaar-e-lams
chehre kii silvaTo.n me.n ko.ii inkishaaf thaa