SEARCH RESULTS
Showing search results for "bukhaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "bukhaaraa"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek ruKHsaar pe dekhaa hai vo til ham ne bhii
ho samarqand muqaabil ki buKHaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
meraa dil haatho.n me.n lo to kyaa tumhaaraa jaa.egaa
aur meraa hii samarqand o buKHaaraa jaa.egaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
vahii hai til vahii ruKHsaar hai.n vahii tuu hai
magar nahii.n hai samarqand aur buKHaaraa miraa
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Sarfaraz
Ghazal
ik ma.amuulii pinhaaran kii chaahat me.n
shahzaade ne shahar-e-buKHaaraa chho.D diyaa
Mohammad Ishtiyaaq Aalam
Ghazal
rahtaa huu.n aarzuu.o.n ke chhoTe se shahr me.n
KHush huu.n ki aarzuu-e-buKHaaraa nahii.n mujhe
Abid Wadood
Ghazal
dil shahr-e-tahayyur hai ki vo mamlikat-aaraa
kyaa saltanat-e-balKH-o-samarqand-o-buKHaaraa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
nashe me.n naqsha riyaasat hii kaa bigaa.D diyaa
ye kyaa kiyaa ki samarqand ko buKHaaraa kiyaa
Rafiq Raaz
Ghazal
usii fayyaazi kaa saaya hai mire lafzo.n par
jis ne baKHshaa hai samarqand o buKHaaraa tire naam
Zia Faooqui
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
buKHaaraa aur samarqand kuchh nahii.n ham to
us ek til ke evaz kaa.enaat dete hai.n
Masood Ahmad
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa