SEARCH RESULTS
Showing search results for "bukhaaraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bukhaaraa"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek ruKHsaar pe dekhaa hai vo til ham ne bhii
ho samarqand muqaabil ki buKHaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
PAGE MATCHES FOR "bukhaaraa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bukhaaraa"
Mazahiya Shayari
dil ke darmaa.n ke liye aayaa huu.n ban kar saa.il
qalb-e-muztar ke liye aaluu-buKHaaraa de de
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
vahii hai til vahii ruKHsaar hai.n vahii tuu hai
magar nahii.n hai samarqand aur buKHaaraa miraa
Saleem Kausar
Ghazal
ab us ruKHsaar kaa til hai alaamat us bha.nvar kii
jahaa.n saaraa samarqand-o-buKHaaraa jaa rahaa hai
Farhat Ehsas
Nazm
KHush-amdid
turk-e-shiiraaz ho tum hafiz-e-shiiraaz huu.n mai.n
ab samarqand-o-buKHaaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Mazahiya Shayari
kyaa kyaa nahii.n thaa apnii tavaazo' me.n un ke ghar
chhole maTar vo aaluu-buKHaaraa ki haa.e haa.e
Masroor Shahjahanpuri
Nazm
ganga ro rahi thi
kabhii baGdaad istanbul pahu.nchaa
aur kabhii mai.n ne samarqand-o-buKHaaraa me.n qadam rakkhaa
Zubair Rizvi
Ghazal
Saleem Sarfaraz
Ghazal
ik ma.amuulii pinhaaran kii chaahat me.n
shahzaade ne shahar-e-buKHaaraa chho.D diyaa