SEARCH RESULTS
Showing search results for "bukhar"
Ghazal MATCHES FOR "bukhar"
Ghazal
na mai.n tandurust hotaa na kabhii school jaataa
kabhii sar me.n dard rahtaa to kabhii buKHaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n kuchh der ro hii lene do
buKHaar kuchh to dil-e-be-qaraar kaa nikle
Nasir Kazmi
Ghazal
vo ham hai.n ahl-e-mohabbat ki jaan se dil se
bahut buKHaar uThe aa.nkh shabnamii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
use qariib se dekhaa to kuchh shifaa paa.ii
ka.ii baras me.n mire jism se buKHaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
suuraj kii aab zahr hai rango.n kii aab ko
hai duur tak buKHaar saa baaGo.n ke saath saath
Muneer Niyazi
Ghazal
jaane kis ko Dhuu.nDne daaKHil hu.aa hai jism me.n
haDDiyo.n me.n raasta kartaa hu.aa piilaa buKHaar
Adil Mansuri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye naazukii ke hai.n maa'nii ke baaG me.n vo gul
qariib aatish-e-gul jo gayaa buKHaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
fasl-e-bahaar aa.ii hai kap.Do.n ko phaa.Diye
dil ke buKHaar dast-o-garebaa.n se duur ho.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
rone se hijr-e-yaar me.n taskiin ho ga.ii
dil kaa buKHaar diida-e-tar se nikal gayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
mariiz-e-ishq abhii bekalii me.n hai lekin
buKHaar ek din us kaa utar hii jaa.egaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
ye aagahii kaa maraz laa-ilaaj hai baabaa
buKHaar utarne kaa hai ye na zaKHm bharne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
pahle thii dil me.n haraarat bhii bahut kuchh ab to
naam se ishq-o-mohabbat ke buKHaar aataa hai