SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-shikan"
Ghazal MATCHES FOR "but-shikan"
Ghazal
buto.n kaa saath diyaa but-shikan kaa saath diyaa
fareb-e-ishq ne har husn-e-zan kaa saath diyaa
Vafa Malikpuri
Ghazal
kamzor hai bahut dil-e-be-saaKHta miraa
aur shahar me.n hukuumat-e-yak-but-shikan tamaam
Ahmed Sohail
Ghazal
dete rahe fareb-e-manaazir ke but-kade
dekhaa kiye tujhe nigah-e-but-shikan se ham
Parvez Shahidi
Ghazal
pindaar-e-zohd ho ki Guruur-e-barhamanii
is dair-e-but-shikan me.n hai har but shikastnii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
patthar ke sanam bhii kabhii kuchh bol sake hai.n
ai but-shikan az.haan ke KHaamosh savaalo
Waheed Akhtar
Ghazal
hazaar but-shikan aa.e magar na to.D sake
Guruur sab se ba.Daa somnaat hai shaayad
Talib Jaipuri
Ghazal
ko.ii chehra aslii haalat me.n bhalaa kaise mile
but-shikan is ahd me.n kyaa dast-e-aazar dekhnaa
Malika Naseem
Ghazal
jab KHudii kaa hai ye 'aalam to KHudaa duur nahii.n
but-shikan mahfil-e-asnaam tak aa pahu.nche hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
Gaznavii to but-shikan Thahraa magar 'KHaatir' ye kyaa
tere maslak me.n use sajda ravaa kaise hu.aa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
aayaa to dil me.n baiTh gayaa ban ke devtaa
uTThe nahii.n hai.n 'ishq-e-dil-e-but-shikan ke paa.nv
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
dekh tuu 'ishq kii shiddat ki tirii chaahat me.n
but-shikan ne tire patthar ko sanam rakkhaa hai
Nausha Asrar
Ghazal
palak jhapakne me.n kuchh KHvaab TuuT jaate hai.n
jo but-shikan hai vahii lamha but-taraash bhii thaa
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Mukhtaruddin
Ghazal
haram thaa muntazir sadiyo.n se jis kaa
vo ko.ii but-shikan aaya nahii.n thaa