SEARCH RESULTS
Showing search results for "buu.nd-do-buu.nd"
Ghazal MATCHES FOR "buu.nd-do-buu.nd"
Ghazal
Munir Anwar
Ghazal
do buu.nd ko shabnam kii gulzaar taraste hai.n
baadal tirii rahmat ke jangal pe baraste hai.n
Rifat Al-Husaini
Ghazal
aah vo shiddat-e-Gam hai ki mirii aa.nkho.n se
buu.nd-do-buu.nd nahii.n ek samundar aayaa
Farhat Ali Khan
Ghazal
sharaab-KHaane me.n do buu.nd bhii sharaab nahii.n
hamaare vaaste is se ba.Daa 'azaab nahii.n
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
ek do buu.nd baras kar ye garajtaa baadal
dasht kii pyaas ba.Dhaataa hai chalaa jaataa hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
dil me.n to samundar hai.n bahut karb ke lekin
aa.nkho.n ko mayassar nahii.n do buu.nd bhii paanii
Abul Husain Azad
Ghazal
har samt hii phailii hai yahaa.n tishna-dahaanii
do buu.nd samundar hai bhalaa de.n to kise de.n
Ain Irfan
Ghazal
munhasir ashk kii do buu.nd pe thaa jis kaa bharam
mujh ko ai 'qaadrii' us raaz pe ronaa aayaa
Shaghil Qadri
Ghazal
kyaa dikhaa.e.n KHushk lab do buu.nd ke saaqii hai.n sab
pyaas sahraa-e-azal us ko samundar chaahiye