SEARCH RESULTS
Showing search results for "buz-dilii"
Ghazal MATCHES FOR "buz-dilii"
Ghazal
ye maslahat hai mirii buz-dilii nahii.n 'taimuur'
jahaa.n zaruurii hu.aa hausla dikhaa.uu.ngaa
Taimur Hasan
Ghazal
buz-dilii keval mire andar hai kyaa
yuu.n mujhe hairat se kyuu.n taktaa hai tuu
Imran Badayuni
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaanaa mohabbate.n denaa
ye buz-dilii nahii.n dar-asl KHaaksaarii hai
Mohammad Azhar Shams
Ghazal
buz-dilii merii thii jo 'manzuur' mai.n zaKHmii hu.aa
vo sipar-bardaar the un kii sataa.ish chaahiye
Hakeem Manzoor
Ghazal
bahut aliil ho lekin ye buz-dilii hai 'salaam'
ki tum ko maut kaa saaya dikhaa.ii dene lage
Salam Machhli shahri
Ghazal
be-hisii hai buz-dilii hai hausla-mandii nahii.n
baiTh kar saahil pe tuufaano.n ke tevar dekhnaa
Saeed Akhtar
Ghazal
baad mere vahii sardaar-e-qabiila thaa magar
buz-dilii ne use ik vaar bhii sahne na diyaa
Azhar Inayati
Ghazal
ye buz-dilii nahii.n saahab to aur phir kyaa hai
sitam-shi.aar sitam par hai aur sab chup hai.n
Govind Gulshan
Ghazal
sab bahaadur hai.n yahaa.n zikr-e-ajal hone talak
buz-dilii is ko kahuu.n yaa KHuun kii taasiir hai
Obaidullah Siddiqui
Ghazal
ye buz-dilii thii apnii ki kuchh bhii nahii.n kahaa
hone diyaa jo honaa thaa raste se haT ga.e
Khurshid Sahar
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
baaz dil yaad se un kii na zaraa-bhar aayaa
vo na aayaa to KHayaal un kaa baraabar aayaa
Farhat Ali Khan
Ghazal
hai muqayyad ye zaat rasmo.n me.n
dil-e-jaa.n-baaz ko na qaid karo
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
na baa.ndho said rahne kaa nahii.n baaz
dil apnii harkato.n sii.n hal rahaa hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ik tabassum ke tasavvur me.n fidaa jaan na kar
itnii taa’jiil abhii o dil-e-jaa.n-baaz nahii.n