SEARCH RESULTS
Showing search results for "chalaa-chal"
Ghazal MATCHES FOR "chalaa-chal"
Ghazal
chalaa chal sar uThaa kar yaar 'naaqid'
lagii ab tak ko.ii tohmat nahii.n hai
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
nahii.n hai manzil-e-maqsuud duur ai saalik
qasam KHudaa kii chalaa chal qadam ba.Dhaa.e hu.e
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
ba.ad muddat ke milaa hai to chalaa-chal mire saath
mai-kada yaa.n se hai bas chaar qadam ai naaseh
Shauq Bahraichi
Ghazal
raa.egaa.n chaltaa chalaa jaataa huu.n
mai.n kahaa.n chaltaa chalaa jaataa huu.n
Hassaan Haider
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sameT laa.e.n chalo chal ke apne KHvaab ke phuul
ki in dino.n kahii.n khilte nahii.n gulaab ke phuul
Salim Saleem
Ghazal
chale chalo jahaa.n le jaa.e valvala dil kaa
daliil-e-raah-e-mohabbat hai faisla dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
baiTho kabhii na haar ke himmat chale chalo
ai rahravaan-e-raah-e-mohabbat chale chalo
Havi Momin Abadi
Ghazal
chale chalo ki Thaharne kaa ye maqaam nahii.n
kisii bhii manzil-e-maqsuud ko davaam nahii.n
Zia Fatehabadi
Ghazal
bhar bhar ke kulaa.nche.n ye chale chaal hiran kii
is man ko bhii lag jaa.e havaa gar tire ban kii
Nadim Nadeem
Ghazal
gulshan hai laala-zaar chalo chal ke dekh le.n
aa.ii hai kyaa bahaar chalo chal ke dekh le.n