SEARCH RESULTS
Showing search results for "chatak"
Ghazal MATCHES FOR "chatak"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
shaayad tire labo.n kii chaTak se ho jii bahaal
ai dost muskuraa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
chaTak rahii hai kisii yaad kii kalii dil me.n
nazar me.n raqs-e-bahaaraa.n kii sub.h-o-shaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Guncha-e-basta chaTak jaag uThii mauj-e-sabaa
shola-e-husn bha.Dak misr kaa baazaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
jab bhii milte hai.n chaTak uThte hai.n kaliyo.n kii tarah
dostii ho to puraanii to nahii.n hotii hai
Ajmal Siraj
Ghazal
uThaa.o jaam piyo mai ki mausam-e-gul hai
chaTak rahaa hai badan us kaa chaa.ndnii kii tarah
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
chaadar-e-ehtiyaat aaj sar se havaa jo le u.Dii
zulf ke saare pech-o-KHam manzar-e-aam ho ga.e
Aleena Itrat
Ghazal
agarche zulmat-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
misaal-e-maah-e-daraKHshaa.n chamak rahaa huu.n mai.n
Kausar Niyazi
Ghazal
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Gunche kii chaTak dil kii taho.n me.n na utartii
is me.n jo nahufta tiraa paiGaam na hotaa