SEARCH RESULTS
Showing search results for "chatak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chatak"
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
shaayad tire labo.n kii chaTak se ho jii bahaal
ai dost muskuraa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chaTaKH uThaa ho sulagtii chaTaan kii suurat
pukaar ab tuu mire der-aashnaa mujh ko
Ahmad Faraz
Hindi Ghazal
hairaa.n the apne aks pe ghar ke tamaam log
shiisha chaTaKH gayaa to hu.aa ek kaam aur
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chatak"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Sher
chaTaKH ke TuuT ga.ii hai to ban ga.ii aavaaz
jo mere siine me.n ik roz KHaamushii hu.ii thii
Salim Saleem
Ghazal
Dagh Dehlvi
Nazm
barsat ki bahaaren
bijlii chamak rahii hai baadal garaj rahe hai.n
allaah ke naqaare naubat ke baj rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chaTaKH chaTaKH ke jalii shaaKH shaaKH jangal kii
bahut sharaar milaa aag ko havaa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
chaTak rahii hai kisii yaad kii kalii dil me.n
nazar me.n raqs-e-bahaaraa.n kii sub.h-o-shaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
chaTaKH gayaa huu.n mai.n apne hii haath se gir kar
mire hii aks ne to.Daa hai aa.ina meraa
Muzaffar Warsi
Hindi Ghazal
hairaa.n the apne aks pe ghar ke tamaam log
shiisha chaTaKH gayaa to hu.aa ek kaam aur
Dushyant Kumar
Ghazal
mom hu.e pighal ga.e sang bane chaTaKH ga.e
phir bhii zabaa.n se aaj tak ham ne gila nahii.n kiyaa
Murtaza Barlas
Ghazal
chaTaKH uThii hai rag-e-jaa.n to ye KHayaal aayaa
kisii kii yaad se ju.Dtaa hai silsila shab kaa







