SEARCH RESULTS
Showing search results for "chatak"
Nazm MATCHES FOR "chatak"
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
bijlii chamak rahii hai baadal garaj rahe hai.n
allaah ke naqaare naubat ke baj rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aurat
taabish-e-KHurshiid nuur-e-maah paanii kii jhalak
KHanda-e-qulqul sadaa koyal kii Guncho.n kii chaTak
Shaad Aarfi
Nazm
jila-watani
aaj sarhad pe KHaamosh topo.n ke ho.nTo.n pe
pap.Dii kii tah bhii chaTaKH kar girii hai
Kishwar Naheed
Nazm
bulbul aur gulab
kaisii hai chaTak kalii kalii me.n
kis ne tujhe is-qadar sajaayaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
bahaar ke din
kaliyaa.n kyaa kyaa chaTak rahii hai.n
saarii raushe.n mahak rahii hai.n
Hamidullah Afsar
Nazm
sukun
yahii.n ye jaanaa thaa KHud se bhii 'ishq karnaa hai
yahii.n pe sab se chaTaKH rang ziist ke dekhe