SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhut"
Ghazal MATCHES FOR "chhut"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mar chuk kahii.n ki tuu Gam-e-hijraa.n se chhuuT jaa.e
kahte to hai.n bhale kii va-lekin burii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
gar kiyaa naaseh ne ham ko qaid achchhaa yuu.n sahii
ye junuun-e-ishq ke andaaz chhuT jaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
betaabii-o-sukuu.n kii hu.ii.n manzile.n tamaam
bahlaa.e.n tujh se chhuT ke tabii'at kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
saahab ne is Gulaam ko aazaad kar diyaa
lo bandagii ki chhuuT ga.e bandagii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
safar me.n aise ka.ii marhale bhii aate hai.n
har ek mo.D pe kuchh log chhuuT jaate hai.n
Aabid Adeeb
Ghazal
safar ke saath safar ke na.e masaa.il the
gharo.n kaa zikr to raste me.n chhuuT jaataa thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mirii hayaat se shaayad vo mo.D chhuuT ga.e
baGair samto.n ke raahe.n jahaa.n nikaltii hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh aisii duur bhii to nahii.n manzil-e-muraad
lekin ye jab ki chhuuT chale.n kaarvaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
daaman-e-sabr bhii haatho.n se mire chhuuT gayaa
ab to aa pahu.nche hai.n palko.n ke kinaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
Jafar Abbas
Ghazal
Rajendera Krishan
Ghazal
tire KHayaal ko kuchh chup sii lag ga.ii varna
kahaaniyo.n se shab-e-Gam bahal to saktii hai