SEARCH RESULTS
Showing search results for "chi.de"
Ghazal MATCHES FOR "chi.de"
Ghazal
hai ek tiir jis me.n dono.n chhide pa.De hai.n
vo din ga.e ki apnaa dil se jigar judaa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
markaz-e-karb kaa 'ahmad' jo chhi.De zikr kahii.n
jaane kyo.n teraa bataate hai.n bataane vaale
Ahmad Tariq
Ghazal
zikr jab bhii chhi.De tahziib kaa duniyaa me.n 'anaa'
is qalam se ko.ii taariiKH puraanii likhnaa
Ana Dehlvi
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
benii aur nath kaa vo aalam ki chhide dil jis se
huur chunnii kii jhalak gauhar-e-Galtaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham chhi.De-chhaa.nT yak-o-tanhaa adab kaa maidaa.n
ko.ii ham-zulf nahii.n aur sasur saale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
is se pahle ki chhi.De zikr-e-vafaa pyaar kii baat
mashvara kar lo zaraa vaqt kii sarkaaro.n se
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
jab tabsira kare.n vo mire vaaqi.aat par
diivaangii kii baat chhi.De aagahii ke baad
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
uljhegii to phir gutthii suljhaa.e na suljhegii
jo bahs chhi.De us kaa qabze me.n siraa rakhnaa
Masood Bhopali
Ghazal
hai ek sham.a-e-tajallii hazaar parvaane
hazaaro.n naGme chhi.De hai.n magar sitaar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
kab phuul khile.n shaGl chhi.De jaama-darii kaa
diivaano.n ko chaska hai isii KHush-KHabarii kaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
betaab hai paiham kahii.n tiiro.n se chhide ye
dil baa.is-e-aazaar hai is kaa ho zarar kaash