SEARCH RESULTS
Showing search results for "chikan-fried"
Ghazal MATCHES FOR "chikan-fried"
Ghazal
chaman ko chho.D ke jaa.n bach ga.ii Ganiimat hai
'qamar' na karte jo hijrat parind kyaa karte
Qamar Sanbhali
Ghazal
nazar me.n ek bhii chehra nahii.n charaaGo.n kaa
Gubaar hai mirii aa.nkho.n me.n kin ujaalo.n kaa
Aabid Jafri
Ghazal
shajar parind KHas-o-KHaar ko bachaanaa pa.Daa
chaman me.n aag lagii thii use bujhaanaa pa.Daa
Riyaz Saghar
Ghazal
sunii hai tum ne kabhii guftuguu parindo.n kii
chaman se hai ju.Dii har justujuu parindo.n kii
Nafees Warsi
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
sargoshiyaa.n kare.nge havaa.o.n ke kaan me.n
ab sher ham kahe.nge jaziiro.n kii shaan me.n
Tariq Mahmood
Ghazal
javaab saare savaaliya kar ke aa rahaa huu.n
mai.n zindagii se mukaalima kar ke aa rahaa huu.n
Mohammad Mazhar Niyazi
Ghazal
vufuur-e-shauq me.n jab bhii kalaam karte hai.n
to harf harf ko husn-e-tamaam karte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
parind gaa.e.n daraKHto.n pe phuul phal aa.e.n
Gilaaf-e-KHauf chaman se jo tum uThaa.o kabhii
Masood Qureshi
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
muddat se dekhne ko jinhe.n ham taras ga.e
vo dost vo rafiiq kahaa.n jaa ke bas ga.e
Qamar Siddiqui Fatehpuri
Ghazal
aas ke diip ba-juz tere bujhaa baiThe hai.n
dar pe tere jo liye harf-e-du.aa baiThe hai.n
Zulfiqar Ahsan
Ghazal
fitne ajab tarah ke saman-zaar se uThe
saare parind shaaKH-e-samar-daar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Shahida Tabassum
Ghazal
mausam-e-girya-e-sarshaar me.n ro pa.Dte hai.n
KHush-nigar kuucha-e-aGyaar me.n ro pa.Dte hai.n
Ahmad Ayaz
Ghazal
suuraj ke saath duub ke Gamnaak ho ga.e
shab-zaad lamhe din se bhii saffaak ho ga.e
Arshad Nazar
Ghazal
Fareed Javed
Ghazal
Safi Lakhnavi
Ghazal
mire Gubaar-e-safar kaa ma.aal raushan hai
shafaq shafaq abhii naqsh-e-zavaal raushan hai