SEARCH RESULTS
Showing search results for "chimte"
Ghazal MATCHES FOR "chimte"
Ghazal
chimTe rahe.nge dasht-e-mohabbat me.n sar-o-teG
mahshar ta.ii.n KHaalii na ye maidaan rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haajate.n ziist ko ghere me.n liye rakhtii hai.n
KHasta diivaar se chimTe hu.e jaalo.n kii tarah
Sarwar Arman
Ghazal
jam ke so taKHt uupar je taaj suur chand hai
chimTe kii dekho himmat jo is haqaarat aayaa
Quli Qutub Shah
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ye kaise KHauf hamaare dilo.n se chimTe hai.n
ye kaise dil hai.n jinhe.n vaahime sataate hai.n
Shams Khaalid
Ghazal
ha.nse bole rahe mashGuul apne jis tarah chaahaa
udhar lipTe udhar so.e yahaa.n chimTe vahaa.n lipTe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chaliye apne aap se chimTe rahnaa to mauquuf kiyaa
jab se roz ke samjhauto.n kaa vo paaband hu.aa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
naqsh-e-qadam se chimTe tirii rahguzar se ham
par terii diid ko rahe tarse ke tarse ham
Damodar Thakur Zaki
Ghazal
chho.Do bhii jam ke qisse maazii se kyaa ho chimTe
ai jaam-e-jam hamaaraa paimaana ban ke dekho
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
chalte rahte hai.n ki chalnaa hai musaafir kaa nasiib
sochte rahte hai.n kis raahguzar ke ham hai.n