SEARCH RESULTS
Showing search results for "chob-e-nam"
Ghazal MATCHES FOR "chob-e-nam"
Ghazal
jale ham yuu.n ki jaise chob-e-nam ho.n
charaaGo.n kii tarah jalnaa na aayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
jo gard saath na u.Dtii safar na yuu.n kaTtaa
Gubaar-e-raahguzar mauj-e-baal-o-par niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sar kaTaa kar sifat-e-sham.a jo mar jaate hai.n
naam raushan vahii aafaaq me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
vo sar-phire jo nigah-daari-e-junuu.n me.n rahe
'suruur' un me.n hamaaraa bhii naam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
badle bahaar-e-laala-o-gul ne hazaar ra.ng
lekin jamaal-e-dost kaa aalam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
turra ke tere vaaste sad-chob-e-shaan-a-daar
qumrii ga.ii hai kaaTne shamshaad kii taraf
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
nigaah-e-naaz-e-butaa.n se na chashm-e-rahm bhii rakh
kisii kaa yaar nahii.n fitna-e-zamaana hu.aa