SEARCH RESULTS
Showing search results for "chunarii"
Ghazal MATCHES FOR "chunarii"
Ghazal
ik jaaduugar hai aa.nkho.n kii bastii me.n
taare Taa.nk rahaa hai merii chunarii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
martaa huu.n miirzaa.i-e-gul dekh har sahar
suuraj ke haath chunarii to pa.nkhaa sabaa ke haath
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
dekh kar rang bahaaro.n ke mujhe lagtaa hai
jaise chunarii kisii doshiiza ne phailaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Gautam Rajrishi
Ghazal
sachchaa.ii ke rang havaa me.n phail ga.e
chunarii ko lahraa.o mausam achchhaa hai
Farhat Zahid
Ghazal
Ishrat Qadri
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
kis ne ye tasviir banaa.ii baadal par
jiyuu.n ko.ii chunarii lahraa.ii baadal par
Nikita Pareek
Ghazal
mai.n chunarii Dhuu.nDhtii rahii aur itnii der me.n
darvaaze par kha.Daa hu.aa ik KHvaab mar gayaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
ye shaam vaqt se pahle chhupaa na de suuraj
sunahrii dhuup me.n chunarii bhigo rahii huu.n mai.n
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
chunarii talaash karne me.n kuchh der ho ga.ii
dar par kha.Daa hu.aa thaa jo ik KHvaab mar gayaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
aaj baadal bhii hai.n kuchh aur hii niile niile
terii chunarii bhii hai had se sivaa dhaanii jaanii