SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuqandar"
Ghazal MATCHES FOR "chuqandar"
Ghazal
jalva-gaah-e-naaz me.n dekh aa.e hai.n sau baar ham
ra.ng-e-ruu-e-yaar hai bilkul chuqandar kii tarah
Shauq Bahraichi
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
hamaare hijr kii mehnat-kashii ko mat dekho
shab-e-visaal kaa qarzaa chukaanaa pa.Dtaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
ajab nahii.n ki chaman-dar-chaman bane har phuul
kalii kalii kii sabaa jaa ke god bhar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHvaab ke badle KHuun chukaanaa pa.Dtaa hai
aa.nkho.n ke ye khel ba.De KHarchiile hai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
ishq hisaab chukaanaa chaahaa thaa ham ne
saarii umr samaa ga.ii ek kaTautii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
KHaamoshii-e-KHizaa.n thii chaman-dar-chaman tamaam
shaaKH-o-shajar me.n shor-e-bahaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
'naziir' mar ke chukaanaa pa.Degaa qarz-e-hayaat
nahii.n gar aaj to kal intiqaal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
ko.ii badla chukaanaa hai vafaa ke naam par us se
masaafat ke liye uThnaa hai aur bisraam karnaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
aa ai mire chaman ki hu.aa me.n tirii havaa
sahraa-e-dil hu.aa hai chaman-dar-chaman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Kamal Hatvi
Ghazal
kyaa husn hai yuusuf bhii KHariidaar hai teraa
kahte hai.n jise misr vo baazaar hai teraa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
ye qarz-e-ishq mai.n ne chukaanaa thaa is liye
'shaahiin' apnii jaan se vaarii ga.ii huu.n mai.n
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
lahuu se byaaj chukaanaa pa.Degaa ab tujh ko
diyaa ye mashvara kis ne ki jaa.n udhaarii rakh
Imran Badayuni
Ghazal
nafas kaa qarz chukaanaa bhii ko.ii khel nahii.n
vo jaan jaa.egaa anjaam apnii bhuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Ghazal
ik pal bhii kuu-e-dil me.n na Thahraa.o rah-navard
ab jis ke naqsh-e-paa me.n chaman-dar-chaman pa.De
Majeed Amjad
Ghazal
lamha vo terii yaad kaa aise guzar gayaa
jaise ki phuul shaaKH se TuuTaa bikhar gayaa