SEARCH RESULTS
Showing search results for "chutkii"
Ghazal MATCHES FOR "chutkii"
Ghazal
raat terii yaado.n ne dil ko is tarah chhe.Daa
jaise ko.ii chuTkii le narm narm gaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
daaG-e-dil par mire phaahaa nahii.n hai angaaraa
chaaraagar liijo na chuTkii se uThaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
raakh sii majlis-e-aqvaam kii chuTkii me.n hai kyaa
kuchh bhii ho ye miraa pindaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
shaam ne jab palko.n pe aatish-daan liyaa
kuchh yaado.n ne chuTkii me.n lobaan liyaa
Rahat Indori
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mai.n thaa ik KHaak kii chuTkii to u.Daa jaataa huu.n
KHaak kaa vo bhii hai zarra jise sayyaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
narm dhaage ko masaltaa hai ko.ii chuTkii me.n
saKHt ho jaa.e to motii me.n piroyaa jaa.e
Shahid Kabir
Ghazal
zaa.e' na jaa.egii tirii mehnat kisii tarah
qaasid ajuura detaa huu.n chuTkii me.n thaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
puuchhaa bahut jo ham ne kis or ab miloge
chuTkii me.n ret le kar us ne u.Daa diyaa hai
Bashir Badr
Ghazal
kyuu.n le.nge 'jalaal' aa ke mire dil me.n vo chuTkii
jhapkegii palak kaahe ko nii.nd aa.egii kis ko
Jalal Lakhnavi
Ghazal
ra.ng bikhre.nge to fariyaad karegii KHushbuu
tum kisii phuul ko chuTkii se masal kar dekho
Naseem Nikhat
Ghazal
Ambarin Salahuddin
Ghazal
ek chuTkii ki tirii naaf me.n pa.D jaa.e.n bha.nvar
ek bosa ki tire gaal ko giilaa kar de