SEARCH RESULTS
Showing search results for "d.s.p"
Ghazal MATCHES FOR "d.s.p"
Ghazal
dekhuu.n tire haatho.n ko to lagtaa hai tire haath
mandir me.n faqat diip jalaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
hai diip tirii yaad kaa raushan abhii dil me.n
ye KHauf hai lekin jo havaa aa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
kisii ke marmarii.n aa.iine me.n numaayaa.n hai.n
ghaTaa bahaar dhanak chaa.nd phuul diip kalii
Shahzad Qais
Ghazal
dil kii chaukhaT pe jo ik diip jalaa rakkhaa hai
tere lauT aane kaa imkaan sajaa rakkhaa hai
Wasi Shah
Ghazal
raat ko diip kii lau kam nahii.n rakkhii jaatii
dhu.ndh me.n raushnii maddham nahii.n rakkhii jaatii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ab ishrat-o-nashaat kaa saamaan huu.n to huu.n
ham ne to diip KHauf ke maare banaa.e the
Shahid Zaki
Ghazal
mai.n diivaar pe rakh aa.uu.ngaa diip jalaa kar
saayaa ban kar tum darvaaze par aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
aaj tak mauj-e-havaa to lauT kar aa.ii nahii.n
kyaa kisii uj.De nagar me.n diip jaltaa rah gayaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
aalam hii aur thaa jo shanaasaa.iyo.n me.n thaa
jo diip thaa nigaah kii parchhaa.iyo.n me.n thaa