SEARCH RESULTS
Showing search results for "daak-ghar"
Ghazal MATCHES FOR "daak-ghar"
Ghazal
Daak-ghar me.n ticket nahii.n baaqii
'naazim' itne ga.e hai.n KHat par KHat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kyaa roz-e-hashr duu.n tujhe ai daad-gar javaab
a.amaal-naame kaa to hai peshaanii par javaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
zamaana-saaz KHudaa.o.n se Dar ga.e ham tum
qasam KHudaa kii mohabbat me.n mar ga.e ham tum
Khadeeja Mariyam
Ghazal
agar charaaG bhii aa.ndhii se Dar ga.e hote
to sochiye ki ujaale kidhar ga.e hote
Nafas Ambalvi
Ghazal
na sochnaa ki zamaane se Dar ga.e ham bhii
tirii talaash me.n Gairo.n ke ghar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
dab ga.ii kyuu.n mirii aavaaz kaho to kah duu.n
is bharii bazm me.n vo raaz kaho to kah duu.n
Kausar Siwani
Ghazal
ye sach nahii.n ki tamaazat se Dar ga.ii hai nadii
sukuun-e-dil ke liye apne ghar ga.ii hai nadii
Firdaus Gayavi
Ghazal
mudda'ii kyuu.n na banaa daad-garii kaa baa'is
kyuu.n banaayaa mujhe jaaduu-nazarii kaa baa'is
Shah Mohsin Danapuri
Ghazal
vaqt kii baazgasht se kab ye hu.aa ki Dar ga.e
dard kii dhuup Dhal ga.ii hijr ke din guzar ga.e
Asad Badayuni
Ghazal
chi.ngaariyo.n ke khel me.n daaman jalaa liyaa
bha.Dkii jo aag tez havaa.o.n se Dar ga.e
Nashir Naqvi
Ghazal
is qadar Dar ga.e kuchh shorish-e-ayyaam se log
ab to bas ghar se nikalte hai.n kisii kaam se log