SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaru-e-khud-faraamoshii"
Ghazal MATCHES FOR "daaru-e-khud-faraamoshii"
Ghazal
bahut Galat hai tamannaa-e-KHud-faraamoshii
vafuur-e-ishq me.n apnii KHabar zaruurii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
abas ki mujh pe hai ilzaam-e-KHud-faraamoshii
haram se der me.n laa.ii hai justujuu terii
Ramz Azimabadi
Ghazal
havaa-e-dasht ye taasiir-e-KHud-faraamoshii
bahut dino.n se tasavvur me.n ghar nahii.n aataa
Lais Quraishi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kund talvaare.n hu.ii.n ahd-e-zira-poshii gayaa
jaag uTh Gaflat se vaqt-e-KHud-faraamoshii gayaa
Mohammad Sadiq Zia
Ghazal
KHud-faraamoshii me.n KHayaal kahaa.n
mai.n kahaa.n hasrat-e-jamaal kahaa.n
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
KHud-faraamoshii ne rakkhaa hai giraftaar-e-KHudii
chhuuTte kyuu.n chho.Dte daaman agar apnaa na ham
Natiq Gulavthi
Ghazal
KHud-faraamoshii tumhaarii Gair ke kaam aa ga.ii
yaad rakhiyegaa zaraa bhuule se kahnaa yaad kaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
apnii hastii kaa bhii ehsaas nahii.n hai jaise
KHud-faraamoshii-e-vahshat kabhii aisii to na thii
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
KHud-faraamoshii kii ik lahr kahii.n se aa kar
ek do baar mujhe saal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
Khaleel Farhat Karanjavi
Ghazal
fareb-e-vahm hai 'aaGaa' ye KHud-faraamoshii
ba-hosh-baash nazar terii kaamyaab nahii.n
Agha Naginwi
Ghazal
daa.ere hirs-o-havas ke jis qadar ba.Dhte ga.e
KHud-faraamoshii ba.Dhii husn-e-qanaa.at khaa ga.ii
Tarab Siddiqi
Ghazal
ishq kyaa hai KHud-faraamoshii musalsal iztiraab
husn kyaa hai jalva-aaraa.ii ba-andaaz-e-hijaab
Saghir Ahmad Saghir Ahsani
Ghazal
KHud-faraamoshii kii lazzat naa-mukammal rah ga.ii
baavajuud-e-be-KHudii teraa KHayaal aa hii gayaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
KHud-faraamoshii-e-ulfat hai ilaaj-e-Gam-e-dahr
be-KHabar hosh me.n aanaa hii buraa hotaa hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ik na.e mo.D pe hai dard-e-mohabbat apnaa
daaruu-e-dard hai KHud dard-e-jahaa.n aaj kii raat
Ishrat Anwar
Ghazal
jab tak KHalish-e-dard-e-KHudaa-daad rahegii
duniyaa dil-e-naashaad kii aabaad rahegii