SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabbe"
Ghazal MATCHES FOR "dabbe"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
mujh se tuu puuchhne aayaa hai vafaa ke ma.anii
ye tirii saada-dilii maar na Daale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
savaal-e-vasl par un ko aduu kaa KHauf hai itnaa
dabe ho.nTo.n se dete hai.n javaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
log malbo.n me.n dabe saa.e bhii dafnaane lage
zalzala ahl-e-zamii.n ko bad-havaasii de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
shor itnaa thaa ki aavaaz bhii Dabbe me.n rahii
bhii.D itnii thii ki zanjiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
ek sannaaTaa dabe-paa.nv gayaa ho jaise
dil se ik KHauf saa guzraa hai bichha.D jaane kaa
Gulzar
Ghazal
mire dil kii betaabiyaa.n bhii liye jaa
dabe paa.nv mu.nh pher kar jaane vaale
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaKHm dabe to phir nayaa tiir chalaa diyaa karo
dosto apnaa lutf-e-KHaas yaad dilaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
guzar rahii hai dabe paa.nv ishq kii devii
subuk-ravii se jahaa.n ko masal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik mauj dabe paa.nv ta.aaqub me.n chalii aa.ii
ham KHush the bahut ret kii diivaar banaa kar
Qateel Shifai
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
mujhe apnii galii me.n dekh kar vo naaz se bole
mohabbat se dabe jaate hai.n hasrat le ke uTThe.nge
Muztar Khairabadi
Ghazal
gardish me.n nahii.n zamii.n hii 'aKHtar'
ham bhii dabe paa.nv chal rahe hai.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
baaham suluuk thaa to uThaate the narm garm
kaahe ko 'miir' ko.ii dabe jab biga.D ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n dar aave hai har sub.h ko.ii yaad aise
juu.n dabe-paa.nv nasiim-e-saharii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
paas aate hu.e lamhaat pighal jaate hai.n
ab to har chiiz dabe paa.nv guzar jaatii hai
Javed Nasir
Ghazal
aish ke rang malaalo.n se dabe jaate hai.n
ab to ham apne hii haalo.n se dabe jaate hai.n