SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabdabe"
Ghazal MATCHES FOR "dabdabe"
Ghazal
jis javaa.n ke siine me.n zalzale nahii.n hote
us javaa.n ke lahje me.n dabdabe nahii.n hote
Mirza Naseer Khalid
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
na luTte ham magar un mast a.nkh.Diyo.n ne 'jigar'
nazar bachaate hu.e DabDabaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Dartaa huu.n ye ta.Dap ke lahad ko ulaT na de
haatho.n se dil dabaa.e hu.e huu.n mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
umr-bhar siine me.n ik dard dabaa.e rakkhaa
ek be-naam se rishte ko nibhaa.e rakkhaa
Aks samastipuri
Ghazal
dil-e-pur-shauq ko pahluu me.n dabaa.e rakkhaa
tujh se bhii ham ne tiraa pyaar chhupaa.e rakkhaa
Habib Jalib
Ghazal
mai.n agar apnii javaanii ke sunaa duu.n qisse
ye jo lau.nDe hai.n mire paa.nv dabaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
galiyo.n me.n merii naa'sh ko khii.nche phiro ki mai.n
jaa.n-daada-e-havaa-e-sar-e-rahguzaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
roz ik taaza chilam bhar ke mujhe de farhaad
aur phir qais mire paa.nv dabaa.e haa.e
Jawad Sheikh
Ghazal
Anees Kaifi
Ghazal
ye dabdaba ye hukuumat ye nashsha-e-daulat
kiraaya-daar hai.n sab ghar badalte rahte hai.n
Bekal Utsahi
Ghazal
adab ne dil ke taqaaze uThaa.e hai.n kyaa kyaa
havas ne shauq ke pahluu dabaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
mai.n to baiThaa huu.n dabaa.e hu.e tuufaano.n ko
tuu mire dil ke dha.Dakne kaa gilaa kartaa hai