SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabdabe"
Nazm MATCHES FOR "dabdabe"
Nazm
pand-nama
buu bhabhak bhay bikas barar bhau.nchaal
dabdabe dandanaahaTe.n dhammaal
Josh Malihabadi
Nazm
ahl-e-hind
dabdabe se jin ke jhukte the sar-afraazo.n ke sar
jin kaa lohaa maante hai.n hukmraan-e-bahr-o-bar
Barq Dehlvi
Nazm
shikwa
manzil-e-dahr se uu.nTo.n ke hudii-KHvaan ga.e
apnii baGlo.n me.n dabaa.e hu.e qur.aan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
aabaad vo baazaar ab ki nahii.n
talvaare.n baGal me.n daabe hu.e
Akhtar Shirani
Nazm
jugnu
jise dabaane ke baa'd us ko Gadr kahne lage
ye ahl-e-hind bhii hote hai.n kis qadar ma.asuum
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
maile kuchaile kap.De aa.nkhe.n bhii DabDabaa.ii
ne ghar me.n jhuulaa Daalaa ne o.Dhnii ra.ngaa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
judai
vo saa.ns dukhtii hu.ii aa.nkh DabDabaa.ii hu.ii
ye haadsa hai ajab tujh ko paa ke kho denaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
madh
kab dabdaba-e-jabr se dabte hai.n ki jin ke
iimaan o yaqii.n dil me.n kiye rahte hai.n tanviir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mukafat
dabaa.e rakkhaa hai siine me.n apnii aaho.n ko
vahii.n diyaa hai shab o roz pech-o-taab unhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
kaise Tahalta hai chand
mai.n harii-bharii pyaas se zarKHez ho jaatii huu.n
aur phuulo.n ko miTTii me.n dabaane lagtii huu.n