SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahaan"
Ghazal MATCHES FOR "dahaan"
Ghazal
meraa dil-e-gum-gashta jo Dhuu.nDaa nahii.n miltaa
vo apnaa dahan apnii kamar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
hamaare lab na sahii vo dahaan-e-zaKHm sahii
vahii.n pahu.nchtii hai yaaro kahii.n se baat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hai vahii aariz-e-lailaa vahii shiirii.n kaa dahan
nigah-e-shauq gha.Dii bhar ko jahaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dahan par hai.n un ke gumaa.n kaise kaise
kalaam aate hai.n darmiyaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil se kal mahv-e-takallum the to ma.aluum hu.aa
ko.ii kaakul ko.ii lab ko.ii dahan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aa rakh dahan-e-zaKHm pe phir u.ngliyaa.n apnii
dil baa.nsurii terii hai bajaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
phir hamaaraa dil-e-gum-gashta bhii mil jaa.egaa
pahle tuu apnaa dahan apnii kamar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
meve lagaa.e kyaa kyaa KHush-zaa.eqa rasiile
chakhne se jin ke mujh ko shiirii.n-dahaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
kiyaa thaa use bosa-baazii ne paidaa
kamar kii tarah se jo Gaa.eb dahaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bosa nahii.n na diijiye dushnaam hii sahii
aaKHir zabaa.n to rakhte ho tum gar dahaa.n nahii.n