SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-dar"
Ghazal MATCHES FOR "dar-dar"
Ghazal
dar dar phirte logo.n ko dar de maulaa
banjaaro.n ko bhii apnaa ghar de maulaa
Saleem Raza Rewa
Ghazal
ibrato.n ke vaaste dar dar bhaTaktaa rah gayaa
KHaandaanii shaan ke haatho.n me.n kaasa rah gayaa
Sayeed Ahsan
Ghazal
dar dar phire hai.n aap liye chashm-tar janaab
batlaa.iiye kisii pe hu.aa kuchh asar janaab
Hamdoon Usmani
Ghazal
ret ke ik shahr me.n aabaad hai.n dar dar ke log
be-zamii.n be-aasmaa.n be-paa.nv ke be-sar ke log
Yaseen Afzal
Ghazal
mai.n apne saath hii dar-dar phiruu.n to kyaa hogaa
aur is ke baa'd na aayaa sukuu.n to kyaa hogaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
'ajiib shaKHs thaa Dar Dar ke ghaat kartaa thaa
diye jalaataa thaa tab jaa ke raat kartaa thaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
dil ke makaa.n se KHauf ke saa.e na chhaT sake
raste to duur duur talak be-KHatar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
ham ko yaa.n dar dar phiraayaa yaar ne
laa-makaa.n me.n ghar banaayaa yaar ne
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
shahr shahr Dhuu.nD aa.e dar-ba-dar pukaar aa.e
siina-chaak nikle the aur dil-figaar aa.e
Ajmal Ajmali
Ghazal
ye Dar Dar ke ruk ruk qadam chal rahe hai.n
Ganiimat magar kam se kam chal rahe hai.n