SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-guzar"
Ghazal MATCHES FOR "dar-guzar"
Ghazal
KHataa-mu.aaf tiraa afv bhii hai misl-e-sazaa
tirii sazaa me.n hai ik shaan-e-dar-guzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
KHataavaar hai.n ham sazaa-vaar bhii hai.n
tuu bas dar-guzar kar musaafaat to kar
Gulzar Moradabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nigaah-e-yaar thii maa.il-ba-dar-guzar lekin
hamii.n rahe na adab-aashnaa-e-be-adabii
Ali Minai
Ghazal
qubuuliyat ko agar hai.n ibaadate.n darkaar
gunaah chaahiye.n rahmat ko dar-guzar ke liye
Bismil Saeedi
Ghazal
be-KHudii me.n KHudaa.ii kaa da.avaa kiyaa
ai KHudaa dar-guzar ai KHudii ma.azarat
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n kahaa.n baat is qadar ba.Dhtii
agar mai.n tere ravayye se dar-guzar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
hasiin KHvaab agar dil me.n ghar nahii.n kartaa
taviil raat se mai.n dar-guzar nahii.n kartaa
Dinesh Kumar
Ghazal
aage nikaltaa jaataa huu.n mai.n apne-aap se
ab dar-guzar karuu.n ki hasad me.n pa.Daa rahuu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
saamne aa gayaa vo jab kar ga.e dar-guzar use
ab ye talaash hai abas meraa yahii KHayaal hai
Manmohan Talkh
Ghazal
tirii galii se tire dar se ham to guzre.nge
tire mizaaj me.n gar dar-guzar nahii.n to na ho