SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-diivaar-o-baam"
Ghazal MATCHES FOR "dar-o-diivaar-o-baam"
Ghazal
raqs me.n ho.nge dar-o-diivaar-o-baam
taKHliya hairat me.n gum ho jaa.egaa
Rashida Maheen Malik
Ghazal
guu.njaa kiye kabhii jo navaa-haa-e-aish se
kis haal me.n hai.n vo dar-o-diivaar-o-baam dekh
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
hai sabza-zaar har dar-o-diivaar-e-Gam-kada
jis kii bahaar ye ho phir us kii KHizaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
ye misra.a kaash naqsh-e-har-dar-o-diivaar ho jaa.e
jise jiinaa ho marne ke liye tayyaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
yahii diivaar-o-dar-o-baam the mere hamraaz
inhii galiyo.n me.n bhaTaktii thii javaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
is liye lagtaa hai mujh ko Dar dar-o-diivaar se
mujh pe ha.nstaa hai ko.ii shab bhar dar-o-diivaar se
Yasir Guman
Ghazal
is baar to raste bhii mujhe rok rahe hai.n
diivaar-o-dar-o-baam hii ulfat nahii.n karte
Wafa Naqvi
Ghazal
ik yaad se raushan hu.e diivaar-o-dar-o-baam
KHam ek na.ii tarah kaa mehraab me.n aayaa
Asad Badayuni
Ghazal
diivaar-o-dar-o-baam kii viiraanii ne aksar
ro ro ke kahii mausam-e-rafta kii kahaanii
Ain Tabish
Ghazal
apnii nazre.n dar-o-diivaar par aksar rakhnaa
ajnabii ghar me.n qadam soch-samajh kar rakhnaa
Asar Nizami
Ghazal
ab to aazaad huu.n diivaar-o-dar-o-baam se mai.n
ab havaa ko nahii.n manzuur dariicho.n me.n charaaG
Sheeraz Sagar
Ghazal
chiiKHte hai.n dar-o-diivaar nahii.n hotaa mai.n
aa.nkh khulne pe bhii bedaar nahii.n hotaa mai.n