SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-jigar"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-jigar"
Ghazal
hasrat-e-faisla-e-dard-e-jigar baaqii hai
aur abhii silsila-e-shaam-o-sahar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
phir aashnaa-e-lazzat-e-dard-e-jigar hai.n ham
phir mahram-e-kashaakash-e-har-KHair-o-shar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
shiddat-e-dard-e-jigar ho ye zaruurii to nahii.n
aur phir aa.nkh bhii tar ho ye zaruurii to nahii.n
Shatir Hakeemi
Ghazal
lazzat-e-dard-e-jigar dost ba.Dhaa detaa hai
zaKHm ristaa hai to kuchh aur maza detaa hai
Mukesh Indori
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
qissa-e-dard-e-jigar kis se kahuu.n kaise kahuu.n
ye mohabbat kaa asar kis se kahuu.n kaise kahuu.n
Mayank Akbarabadi
Ghazal
dard-e-dil dard-e-jigar achchhaa lagaa
lams-e-dast-e-chaara-gar achchhaa lagaa
Tabish Dharam Koti
Ghazal
dard-e-jigar kisii ko bataayaa na jaa.egaa
ye daaG chaaraagar ko dikhaayaa na jaa.egaa
Sada Ambalvi
Ghazal
jo dard-e-jigar me.n kamii ho to jaanuu.n
qayaamat agar multavii ho to jaanuu.n
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
chaahtaa huu.n ki miraa dard-e-jigar aur ba.Dhe
tiirgii-e-shab-e-Gam taa-ba-sahar aur ba.Dhe
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
vo jis ke hisse me.n dard-e-jigar nahii.n aataa
us aadmii kii du.aa me.n asar nahii.n aataa
Akhtar Gwaliori
Ghazal
rah rah ke chhe.Dtaa hai jo dard-e-jigar mujhe
badnaam kar na de ye kahii.n chashm-e-tar mujhe
Afsar Deccani
Ghazal
pichhle ko uTh kha.Daa na ho dard-e-jigar kahii.n
pahu.nche na u.Dte u.Dte kahii.n se KHabar kahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
aur ta.Dpaa.e mujhe dard-e-jigar aaj kii raat
kal vo aa.e.nge nahii.n aa.e agar aaj kii raat
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
har ek kaa vo dard-e-jigar bhuul ga.e hai.n
kyaa apnii nigaaho.n kaa asar bhuul ga.e hai.n