SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-jigar"
Nazm MATCHES FOR "dard-e-jigar"
Nazm
nura
vo ik nurse thii chaara-gar jis ko kahiye
madaavaa-e-dard-e-jigar jis ko kahiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
asar paida kar
jins-e-ulfat kii jo darkaar KHariidaarii hai
miiThaa miiThaa saa zaraa dard-e-jigar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
ishq hii zinda o paa.inda haqiiqat hai 'jigar'
ishq ko aam banaa zauq-e-yaqii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
phir arz kar is tarah 'jigar' shauq o adab se
bebaak agar jur.at-e-rindaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
aaj ki raat
un ke altaaf kaa itnaa hii fusuu.n kaafii hai
kam hai pahle se bahut dard-e-jigar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
akeli raat
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn e Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn e Insha
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn e Insha
Nazm
shor-e-barbat-o-nai
aa.e ki na aa.e mausam-e-gul is dard-e-jigar kaa kyaa hogaa
duusrii aavaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fariyaad-e-bewa
beva hai.n naala-e-Gam hai baa-asar hamaaraa
ta.Dpaa.egaa dilo.n ko dard-e-jigar hamaaraa
Master Basit Biswani
Nazm
soz-e-dil
kyo.n na ta.Dpaa.e hame.n apne vatan kii haalat
soz-e-dil rakhte hai.n ham dard-e-jigar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
sar-e-tur
le ke paimaana-e-dard-e-dil haath me.n
mal ke chehre pe KHuun-e-jigar aa gayaa