SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-uzr-e-naala-e-saamaanii"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-uzr-e-naala-e-saamaanii"
Ghazal
sach hai shevan se mire un ko pareshaanii to hai
lekin aaKHir dard-e-uzr-e-naala-e-saamaanii to hai
Mani Jayasi
Ghazal
ho muqaabil naala-e-dard-e-dil-e-ushshaaq ke
baaGbaa.n bulbul ko aisaa bhii taraanaa yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
aah-o-naala dard-o-Gam shor-e-fuGaa.n hai aaj bhii
ya.anii har bulbul asiir-e-baaGbaa.n hai aaj bhii
Aziz Warsi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
sab kuchh yahaa.n hai chashm-e-KHariidaar kii pasand
uzr-e-mataa-e-dard agar hai dukaa.n na khol
Saleem Shahid
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
naala-o-aah-o-fuGaa.n dard-o-alam soz-o-gudaaz
aah kaise kaise 'joshish' apne Gam-KHvaaro.n me.n the
Joshish Azimabadi
Ghazal
KHvaab hasrat ashk uljhan naala-o-faryaad-o-Gam
kisht-e-jaa.n me.n roz fasl-e-dard ugtii hai miyaa.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
rashk-e-ham-tarhi o dard-e-asar-e-baa.ng-e-hazii.n
naala-e-murG-e-sahar teG-e-do-dam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
haif dard-e-saKHt-jaanii vaa.e uzr-e-naazukii
ho nahii.n saktaa miraa sar dast-e-qaatil se alag
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
dard-o-Gam-o-andoh-o-alam naala-e-jaa.n-kaah
hai.n dushman-e-jaanii sabhii yak zaat hamaare
Joshish Azimabadi
Ghazal
vaaqif hai.n mere naala-e-dil ke asar se aap
bechain hai.n jo sadma-e-dard-e-jigar se aap
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ab kahii.n aur chal ai naaqa-savaar-e-duniyaa
bhar gayaa hai mirii aa.nkho.n me.n Gubaar-e-duniyaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
phir aane kii havas me.n sahar kis KHushii ke saath
hamraah-e-naala dard-e-jigar bhii ma.an hu.aa