SEARCH RESULTS
Showing search results for "darpok"
Ghazal MATCHES FOR "darpok"
Ghazal
tirii mohabbat se pahle Darpok shahrii thaa mai.n
tiraa nasha to mujhe sipaahii banaa rahaa hai
Jawwad Syed
Ghazal
aise Darpok safiine ko jalaa duu.n 'daanish'
Dar ke maujo.n se jo us paar nahii.n ho saktaa
Husain Khan Danish
Ghazal
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
pattharo.n me.n bhii zabaa.n hotii hai dil hote hai.n
apne ghar ke dar-o-diivaar sajaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham kis ko de.n bhalaa dar-o-diivaar kaa hisaab
ye ham jo hai.n zamii.n ke na the aasmaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahut
ghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
jab us kii bazm me.n daar-o-rasan kii baat chalii
mai.n jhaT se uTh gayaa aur aage aa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
jab bhii ga.e azaab-e-dar-o-baam thaa vahii
aaKHir ko kitnii der se ghar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
dard-o-Gam-e-firaaq ke ye saKHt marhale
hairaa.n huu.n mai.n ki phir bhii tum itne hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
dekh kar apne dar-o-baam laraz jaataa huu.n
mire ham-saa.e me.n jab bhii ko.ii diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
elaan-e-haq me.n KHatra-e-daar-o-rasan to hai
lekin savaal ye hai ki daar-o-rasan ke ba.ad