SEARCH RESULTS
Showing search results for "dase"
Ghazal MATCHES FOR "dase"
Ghazal
hai.n maar-e-ga.nj maar ke bhii sab Dase hu.e
taqsiim kaa vo zahr KHaziine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
is mohalle me.n agar saa.np Dase behtar hai
log kahte hai.n yahaa.n aa.nkh la.Dii Thiik nahii.n
Imran Rahib
Ghazal
Aila Tahir
Ghazal
use jagaa.o Dase tum ko maar Daale tumhe.n
tumhaarii zaat me.n baiThaa hai jo KHazaano.n par
Jafar Abbas
Ghazal
naa-aashnaa hai har ek shaaKH-e-shajar samar se
daraKHt saare Dase hu.e hai.n ye baarisho.n ke
Safdar Hamadani
Ghazal
bistar kii shikan aas kii shahnaa.ii Dase hai
ik dard ubhar aa.e hai tanhaa.ii Dase hai
Anwar Husain Anwar
Ghazal
bhulaane vaale mire din guzar hii jaa.e.nge
magar Dase na tujhe shaam-e-Gam kii tanhaa.ii
Shahab Ashraf
Ghazal
ban ke u.D naagan mo.azzin ko Dase zulf-e-sanam
vasl kii shab ko azaan-e-sub.h kaa khaTkaa buraa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mai.n jaagaa shab sar-e-gesuu me.n varna
jise kaalaa Dase soyaa hai pyaare
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
mohabbato.n ke Dase hai.n to nafrate.n laa do
ki ye bhii apne buzurgo.n kii ik nishaanii hai
M. Usman Shakir
Ghazal
ta.Dap rahaa huu.n mai.n aise ki jaise saa.np Dase
KHudaa kisii ko bhii saudaa-e-zulf-e-yaar na de
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
Ashu Tosh
Ghazal
mirii hayaat ko har pal jo naag ban ke Dase
mu'aaf karnaa KHudaa aisii zindagii se mujhe
Firdaus Gayavi
Ghazal
zulmat-e-Gam se na shab kii tiirgii se KHauf khaa
dost ban kar jo Dase us raushnii se KHauf khaa