SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-basar"
Ghazal MATCHES FOR "dast-basar"
Ghazal
ye vaz.a kyaa hai ki hote nahii.n ho dast-basar
abhii se apno.n kaa lenaa salaam bhuul ga.e
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ko.ii hu.aa na dast-basar shahr-e-husn me.n
shaayad nahii.n hai rasm-e-javaab salaam yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye dast-basar rahne kaa 'aarif' vo mahal hai
us jaa kaf-e-afsos bhii malne nahii.n dete
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
zindagii us kii sar-e-dasht basar ho jaa.e
jo tujhe Dhuu.nDne nikle vo shajar ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
sochtii aa.nkho me.n phir tere tasavvur kii parii
dil-ba-dast aa.egii aur KHaak-basar jaa.egii
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n mirii KHvaab basar hone lagaa hai
shaayad tiraa nii.ndo.n se guzar hone lagaa hai
Rizwan Ahmad Raz
Ghazal
vahii yaksaaniyat-e-shaam-o-sahar hai ki jo thii
zindagii dast-ba-dil KHaak-basar hai ki jo thii
Azeem Murtaza
Ghazal
diivaar pe baiThaa rahuu.n par baa.ndh ke apne
jaisaa hai ko.ii dast-e-hunar baa.ndh ke apne
Fakhar Lala
Ghazal
usii maqaam pe jaa kar hame.n Thaharnaa hai
jahaa.n se KHalq-e-KHudaa ko kabhii guzarnaa hai
Khan Rizwan
Ghazal
aaj KHuu.n ho ke Tapak pa.Dne ke nazdiik hai dil
nok-e-nashtar ho to haa.n qaabil-e-tahriik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qayaamat hai shab-e-vaada kaa itnaa muKHtasar honaa
falak kaa shaam se dast-o-garebaan-e-sahar honaa
Yagana Changezi
Ghazal
ruk jaa.uu.n bhalaa kaise tirii raahguzar me.n
mai.n baad-e-sabaa huu.n mujhe rahnaa hai safar me.n
Nasir Basheer
Ghazal
Ehsaan Ghaman
Ghazal
ham KHaak-ba-sar gard-e-safar Dhuu.nD rahe hai.n
aur log samajhte hai.n ki ghar Dhuu.nD rahe hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
taKHt jis be-KHaanamaa.n kaa dast-e-viiraanii hu.aa
sar upar us ke baguulaa taaj-e-sultaanii hu.aa
Wali Dakni
Ghazal
jo azal hii se muqaffal hai vo ghar kholegaa
aaj vo mere liye saatvaa.n dar kholegaa