SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-mojaza"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-mojaza"
Ghazal
hu.aa hai qat.a miraa dast-e-mojaza tujh pe
giyaah-e-zard bahut hai ye saaneha tujh pe
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
ahl-e-taqdiir ye hai mojaza-e-dast-e-amal
jo KHazaf mai.n ne uThaayaa vo guhar hai ki nahii.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
TuuTaa na ek sang bhii kyaa jaane kitne log
tesha-ba-dast daaman-e-kohsaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dast-e-asaa-e-mo.ajiza-gar bhii usii kaa hai
gahre samundaro.n me.n safar bhii usii kaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
zer-e-takmiil hai.n dast-e-fan-e-kuuza-gar me.n
ham vo iijaad hai.n jo chaak se baahar na hu.e
Salim Shuja Ansari
Ghazal
Shams Itawi
Ghazal
phuul khilte hii ba.Dhaa dast-e-daraaz-e-gulchii.n
kaif-e-aaGaaz hii anjaam tak aa pahu.nchaa hai
Maher Chand Kausar
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n