SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastyaabii"
Ghazal MATCHES FOR "dastyaabii"
Ghazal
dastyaabii mirii mumkin hai sabhii ko lekin
KHud ko 'aasim' kabhii haasil nahii.n ho saktaa mai.n
Asim Wasti
Ghazal
ai dil kisii bhii tarah mujhe dastiyaab kar
jitnaa bhii chaahiye use jaisaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
har chiiz dastiyaab hai baazaar me.n 'adam'
jhuuTii KHushii KHariid ke laa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
uThaa ke phe.nk do khi.Dkii se saaGar-o-miinaa
ye tishnagii jo tumhe.n dastiyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
vo mujh ko dastiyaab ba.Dii der tak rahaa
mai.n us kaa intiKHaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
kis umr me.n na-jaane qanaa.at pasand ho
ye dil ki dastiyaab se bhii mutma.in nahii.n
Ataul Hasan
Ghazal
mujhe to is se ka.ii aadmii banaane the
parind bhii na bane dastiyaab miTTii ke
Jahanzeb Sahir
Ghazal
hai us kii marzii jise chaahe sau.np de KHud ko
jise vo chaahe use aap dastyaab kare
Tamanna Jafri
Ghazal
aaj tak hai.n muntazir jo kar na paa.e dastyaab
qadar us ne kii nahii.n jis ko mayassar ho ga.e
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
ridaa-e-hijr pe jo dard kii ka.Dhaa.ii kii
tumhaarii yaad me.n ye pahlii dast-kaarii hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
vo KHush-nasiib hai.n jin ko KHudaa kii zaat milii
hame.n ik aadmii mushkil se dastiyaab hu.aa
Inam Kabeer
Ghazal
sabz niilii dhund me.n Duube pahaa.Do.n se utartii
kyaa ajab manzar-ba-manzar raushnii hai daastaanii