SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-jahaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-jahaa.n"
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
ai jaan-e-jaa.n ki yaad tirii aa ke rah ga.ii
jaise kisii ne naGma kahii.n gungunaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
vo dil jo kushta-e-Gam-e-suud-o-ziyaa.n na thaa
shaa.ista-e-navaazish-e-daur-e-jahaa.n na thaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
daur-e-KHirad vo daur-e-KHirad hai ki kyaa kahe.n
qiimat ba.Dhii hai fan kii magar qadr ghaT ga.ii
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
nairangi-e-jahaa.n kaa kahaa.n tak mushaahida
ai fursat-e-nigaah tiraa jii bharaa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
ik aap ke sivaa ko.ii ham-navaa nahii.n hai
daur-e-jahaa.n me.n ko.ii ab aap saa nahii.n hai
Dharam Singh Malviya
Ghazal
aa.nkho.n me.n sulagtii hu.ii vahshat ke jilau me.n
vo hairat o hasrat kaa jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
hai daur-e-jahaa.n me.n mujhe sab shikva tujhii se
kyuu.n kuchh gila-e-gardish-e-ayyaam karuu.n mai.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
kahne ko sham-e-bazm-e-zamaan-o-makaa.n huu.n mai.n
socho to sirf kushta-e-daur-e-jahaa.n huu.n mai.n