SEARCH RESULTS
Showing search results for "dawat"
Ghazal MATCHES FOR "dawat"
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
shaiKH kii daavat me.n mai kaa kaam kyaa
ehtiyaatan kuchh ma.ngaa lii jaa.egii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
daavat to ba.Dii chiiz hai ham jaise qalandar
har ek ke paiso.n kii davaa bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
Unknown
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
vaa.iz ko KHaraabe me.n ik daavat-e-haq dii thii
mai.n jaan rahaa thaa vo jaahil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
sham.a kaa apne fatiila nahii.n kis raat jalaa
amal-e-hub kii bahut ham ne bhii daavat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
pahu.nchaa.ii kis ne daavat-e-mai ahl-e-zohd ko
shaayad tirii nazar ke ishaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHush daavat-e-yaaraa.n bhii hai yalGaar-e-aduu bhii
kyaa kiijiye dil kaa jo kam-aamez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
arz-e-sarishk par hai fazaa-e-zamaana ta.ng
sahraa kahaa.n ki daavat-e-dariyaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
dekho to jaa ke hazrat-e-'beKHud' na huu.n kahii.n
daavat sharaab-KHaane me.n ik paarsaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
yuu.n daavat-e-shabaab na do mai.n nashe me.n huu.n
ye duusrii sharaab na do mai.n nashe me.n huu.n