SEARCH RESULTS
Showing search results for "dharnaa"
Ghazal MATCHES FOR "dharnaa"
Ghazal
mai.n manzaro.n ke ghane-pan se KHauf khaataa huu.n
fanaa ko dast-e-mohabbat yahaa.n bhii dharnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ham to zamii.n par re.ngne vaale kii.De hai.n
ham ne kab hijrat se Darnaa hotaa hai
Imran Aami
Ghazal
diler hai.n ki abhii dosto.n me.n baiThe hai.n
gharo.n ko jaate hu.e saa.e se bhii Darnaa hai
Iftikhar Naseem
Ghazal
dharnaa hai kahii.n to ye giraa.n-baarii-e-KHaatir
zaanuu jo nahii.n sar ke liye mez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
jis aab-ruud kii auqaat chand qatre ho
to us ko phaa.ndnaa kyaa us me.n paa.nv dharnaa kyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Parvez Sahir
Ghazal
haq ye hai ki anjum tiraa dil Thahre to kyuu.n-kar
siine pe unhe.n haath bhii dharnaa nahii.n aataa
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
zamii.n pe paa.nv zaraa ehtiyaat se dharnaa
ukha.D ga.e to qadam phir kahaa.n sambhalte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
duniyaa vaalo aaKHir-kaar turaabii huu.n
mai.n haatho.n par suuraj dharnaa chaahtaa huu.n
Imran Rahib
Ghazal
yahaa.n mohabbat ko aur nazro.n se dekhte hai.n
hamaaraa haatho.n pe haath dharnaa Galat nahii.n hai