SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhokhe"
Ghazal MATCHES FOR "dhokhe"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Gazab thii kasrat-e-mahfil ki mai.n ne dhoke me.n
hazaar baar raqiibo.n ko ham-kanaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
faasla nazro.n kaa dhoka bhii to ho saktaa hai
vo mile yaa na mile haath ba.Dhaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaqii.n ye hai haqiiqat khul rahii hai
gumaa.n ye hai ki dhoke khaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
logo.n ko hai KHurshiid-e-jahaa.n-taab kaa dhokaa
har roz dikhaataa huu.n mai.n ik daaG-e-nihaa.n aur