SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaate"
Ghazal MATCHES FOR "dilaate"
Ghazal
kab tumhe.n ishq pe majbuur kiyaa hai ham ne
ham to bas yaad dilaate hai.n chale jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
shaguftagii kii tirii yaad jo dilaate hai.n
mai.n aise saare hii paudhe ukhaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
vaade bhii yaad dilaate hai.n gile bhii hai.n bahut
vo dikhaa.ii bhii to de.n un se mulaaqaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
phir terii yaad dilaate hai.n mujhe
log daanista sataate hai.n mujhe
Yadgar Husain Nashtar Khairabadi
Ghazal
ye sang-o-KHisht aah dilaate hai.n terii yaad
rotaa huu.n dekh dekh ke diivaar-o-dar ko mai.n
Ismail Merathi
Ghazal
teraa har naqsh miTaatii hu.ii yaade.n terii
aur phir mujh ko tirii yaad dilaate hu.e log
Ahtamam Sadiq
Ghazal
duur bhii jaate hu.e paas bhii aate hu.e ham
bhuulte bhuulte kuchh yaad dilaate hu.e ham
Zia Zameer
Ghazal
kis liye yaad dilaate ho abhii rahne do
kyaa hu.aa ham jo ko.ii baat bhulaa.e hu.e hai.n
Abrar Ahmad
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
raqs karte hai.n to miTTii to u.Degii pyaare
un ko lagte hai.n karaamaat dikhaate hu.e ham
Naeem Sarmad
Ghazal
piiTh dikhaanaa yaad dilaate rahiye us ko
buzdil se talvaar kii baate.n karte rahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
hame.n yaqii.n bhii dilaate hai.n saath dene kaa
vo saazishe.n bhii hamaare KHilaaf karte hai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
KHud ko bhuule hu.e guzre hai.n zamaane yaaro
ab mujhe tum miraa ehsaas dilaate kyuu.n ho
Mushtaq Aazar Fareedi
Ghazal
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
dete dilaate be-talab to.D ke haath rakh diye
tere karam ne taaqat-e-dast-e-du.aa KHariid lii
Manzar Lakhnavi
Ghazal
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ehsaas qurbato.n kaa dilaate hu.e tujhe
ham Duubne lage hai.n bachaate hu.e tujhe