SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilii"
Ghazal MATCHES FOR "dilii"
Ghazal
mohabbato.n kaa safar is tarah bhii guzraa thaa
shikasta-dil the musaafir shikasta-paa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujh se tuu puuchhne aayaa hai vafaa ke ma.anii
ye tirii saada-dilii maar na Daale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
kal dopahar ajiib sii ik be-dilii rahii
bas tiiliyaa.n jalaa ke bujhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
achchhii suurat pe Gazab TuuT ke aanaa dil kaa
yaad aataa hai hame.n haa.e zamaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
baGdaad dillii masco london ke darmiyaa.n
baaruud bhii bichhaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
bad-dilii me.n be-qaraarii ko qaraar aayaa to kyaa
paa-piyaada ho ke ko.ii shahsavaar aayaa to kyaa