SEARCH RESULTS
Showing search results for "dogaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "dogaanaa"
Ghazal
bas ek haath me.n do ho ke mai.n zamii.n pe giraa
qazaa jo aa.ii adaa ho gayaa dogaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
ga.e hai.n vo mirii mahfil me.n bhuul kar ruumaal
ye jaa-namaaz bichhaa kar pa.Dhuu.n dogaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
bas ek haath me.n do ho ke pa.Dh dogaanaa-e-ishq
jo be-namaaz hai vo qaabil-e-salaam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
kabhii dogaanaa pa.Dhte the namaaz-e-ishq ham tum
ab is rishte me.n begaarii kahaa.n se aa ga.ii hai
Anisur Rahman
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
hai 'uruuj' ye sa.aadat ye hai jail kii masarrat
ki tihaa.D me.n adaa ho tirii iid kaa dogaanaa
Urooj Qadri
Ghazal
alag alag hii adaa kiijiye ye dogaanaa
agar namaaz-e-jamaa’at me.n ham-navaa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
KHushii is kii hai mujh ko ai dogaanaa
milaa hai ghar miraa 'shaidaa' ke ghar se
Shaida Allahabadi
Ghazal
ek hii naddii ke hai.n ye do kinaare dosto
dostaana zindagii se maut se yaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
tasviir ke do ruKH hai.n jaa.n aur Gam-e-jaanaa.n
ik naqsh chhupaanaa hai ik naqsh dikhaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
mujh ko nahii.n qubuul do-aalam kii vus.ate.n
qismat me.n kuu-e-yaar kii do-gaz zamii.n rahe