SEARCH RESULTS
Showing search results for "dogaanaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dogaanaa"
Ghazal
bas ek haath me.n do ho ke mai.n zamii.n pe giraa
qazaa jo aa.ii adaa ho gayaa dogaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Rekhti
ab merii do-gaanaa ko miraa dhyaan hai kyaa KHaak
insaan kii annaa use pahchaan hai kyaa KHaak
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ga.e hai.n vo mirii mahfil me.n bhuul kar ruumaal
ye jaa-namaaz bichhaa kar pa.Dhuu.n dogaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Rekhti
rakkhaa hai jaise sog dogaanaa ne yaar kaa
missii kii kuchh havas hai na kuchh paan kii havas
Meer Yaar Ali Jaan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dogaanaa"
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Rekhti
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
bas ek haath me.n do ho ke pa.Dh dogaanaa-e-ishq
jo be-namaaz hai vo qaabil-e-salaam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Nazm
eid ki KHushi
pa.Dh kar dogaanaa mele me.n jaa ke
mere liye bhii laanaa khilaune
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Rekhti
choTii pe tirii saa.np kii hai lahar do-gaanaa
khaatii huu.n tire vaaste mai.n zahr do-gaanaa
Insha Allah Khan Insha
Rekhti
lagii hai aag mohabbat kii dil me.n aa ke bujhaa
dogaanaa jaan KHudaa kaa hai ghar jalaa jaataa
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
kabhii dogaanaa pa.Dhte the namaaz-e-ishq ham tum
ab is rishte me.n begaarii kahaa.n se aa ga.ii hai
Anisur Rahman
Rekhti
Rangin Saadat Yaar Khan
Rekhti
Tiis pe.Duu me.n uThii uuhii mirii jaan ga.ii
mat sataa mujh ko do-gaanaa tire qurbaan ga.ii
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
Iftikhar Haidar
Rekhti
merii taraf se kuchh to tire dil me.n chor hai
mai.n ne samajh liyaa to do-gaanaa ghanor hai
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
hai 'uruuj' ye sa.aadat ye hai jail kii masarrat
ki tihaa.D me.n adaa ho tirii iid kaa dogaanaa
Urooj Qadri
Rekhti
hai ye qahba ise 'ra.ngii.n' ke havaale kar de
merii annaa ko do-gaanaa me.n tire vaarii chiiKH

