SEARCH RESULTS
Showing search results for "dukan e sheesha garan"
Ghazal MATCHES FOR "dukan e sheesha garan"
Ghazal
dukaan-e-shiisha-garaa.n bhii sajaa.ii thii us ne
tamaam shahr me.n patthar bhii baa.nTtaa thaa vahii
Tajdar Adil
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
asnaam-taraashii bhii ba.Dii chiiz hai lekin
hai naazukii-e-kaargah-e-shiisha-garaa.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
dil-e-shikasta ko le jaa.iye kahaa.n 'baasit'
dimaaG-e-naKHvat-e-shiisha-garaa.n nahii.n miltaa
Basit Bhopali
Ghazal
Husain Taj Rizvi
Ghazal
ham vo patthar hai.n ki saiqal ho to aa.iina bane.n
sa.ng par mashk-e-fan-e-shiisha-garaa.n kaun kare
Samad Ansari
Ghazal
hai zindagii bhii TuuTaa hu.aa aa.ina to kyaa
tum bhii ba-tarz-e-shiisha-garaa.n bolte raho
Baqi Siddiqui
Ghazal
mauj-e-anfaas bhii ik teG-e-ravaa.n ho jaise
zindagii kaar-gah-e-shiisha-garaa.n ho jaise
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
ham hai.n is kaar-gah-e-shiisha-garaa.n me.n hairaa.n
aa.ine taab-e-nazaara ke talabgaar mile
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
Shamshad Shahar
Ghazal
daur hai sa.ng-e-havaadis kaa magar kyaa kahiye
dil me.n ik kaar-gah-e-shiisha-garaa.n hai ab bhii
Maikash Badayuni
Ghazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
mil ga.ii kashmakash-e-vahm-o-yaqii.n se manzil
jab bhii ham kaar-gah-e-shiisha-garaa.n me.n aa.e
Zahoor Biswani
Ghazal
gul nahii.n mai.n utaaro mujhe chaak se
mai.n chalaa kuu-e-shiisha-garaa.n kii taraf
Sajjad Syed
Ghazal
aa.iine ko sabz kiyaa merii aa.nkho.n ne
mujh se hii ye kaar-e-shiisha-garaa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
terii tasviir ke partav nahii.n miTne paate
ek muddat se hai dil kaargah-e-shiisha-garaa.n
Sadique Naseem
Ghazal
mujhe sataataa hai aksar KHayaal-e-shiisha-garaa.n
agar kahii.n ko.ii patthar havaa me.n u.Dtaa hai
Betab Kaifi
Ghazal
KHiraam-e-naaz mubaarak tumhe.n magar ye dil
mataa-e-shiisha-garaa.n hai zaraa sambhal ke chalo