SEARCH RESULTS
Showing search results for "dushman-e-amn"
Ghazal MATCHES FOR "dushman-e-amn"
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ye terii be-zarii aur haasido.n kaa ye hasad tauba
agar ai 'amn' tere paas zar hotaa to kyaa hotaa
Amn Lakhnavi
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
fursat-e-she’r-o-suKHan 'amn' ko kam hai lekin
she'r-go.ii kaa abhii hausla saa hai to sahii
Amn Lakhnavi
Ghazal
rang-e-mahfil nazar aataa nahii.n kyaa 'amn' tumhe.n
uTh chalo bazm se aahang-e-digar hone tak
Amn Lakhnavi
Ghazal
dushman-e-dii.n dushman-e-jaa.n dushman-e-amn-o-sukuu.n
ek do kaa zikr kyaa saare ke saare ho ga.e
Gulzar Dehlvi
Ghazal
kaafir banaa ke kufr-navaazii bhii chho.D dii
iimaan le ke dushman-e-iimaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
laakho.n muhaal aqlii o 'aadii sahii magar
kasb-e-ma.aash sab se hai dushvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tire tevar badalte hii zamaana ho gayaa dushman
hilaal-e-iid bhii zaahir hu.aa shamshiir kii suurat
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
nikal chuke ho jo ghar se kahii.n Thahar jaa.o
hamaare shahr me.n amn-o-amaa.n abhii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
is daur me.n sukuun-o-qaraar-o-qiyaam-e-amn
'KHaalid' mujhe to lagtaa hai vahm-o-gumaan saa
Abdullah Khalid
Ghazal
ba-naam-e-amn banaa.ii ga.ii thii ye duniyaa
magar ye KHalq-e-KHudaa sirf jang chaahtii hai