SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud"
Ghazal MATCHES FOR "duud"
Ghazal
duud-e-dil ishq me.n itnaa to asar paidaa kar
sar kaTe sham.a kii maanind to sar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
zaKHm ne daad na dii ta.ngi-e-dil kii yaa rab
tiir bhii siina-e-bismil se par-afshaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
duur chashm-e-bad tirii bazm-e-tarab se vaah vaah
naGma ho jaataa hai vaa.n gar naala meraa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
duud meraa sumbulistaa.n se kare hai ham-sarii
bas-ki shauq-e-aatish-e-gul se saraapaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
the bazm me.n sab duud-e-sar-e-bazm se shaadaa.n
be-kaar jalaayaa hame.n raushan-nazrii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taaza nahii.n hai nashsha-e-fikr-e-suKHan mujhe
tiryaakii-e-qadiim huu.n duud-e-charaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
vahshat-e-aatish-e-dil se shab-e-tanhaa.ii me.n
suurat-e-duud rahaa saaya gurezaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
suufii yahii hai nuur-e-savaad-e-hijaab-e-qalb
zulmat hu.ii jo siina-e-sozaa.n ke duud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
taa-sub.h hai ba-manzil-e-maqsad rasiidanii
duud-e-charaaG-e-KHaana Gubaar-e-safar hai aaj